Koun dil mein us ka aana jana hai
Koun lagta wo mujh ko ik afsaana hai,
Wo mujh se piyaar b jataye jata hai
Nazrien kisi aur se b laraye jata hai,
Yeih haqeeqat hai hai yah ik afsaana hai
Koun dil mien uska aana jana hai.
Koun mein usi ko sochta rehta hon
Jab k us ko nahi apnana hai,
Yadoon ka koun ik gehwarah hai
Koun dil mein uska aana jana hai.
Barrh jati hai chahat aur b yahan
Jab b us se dorr mein jata hon,
Her bar wo mujh ko satata hai phir
Koun dil mien uska aana jana hai.
by ayaz james19-09-2011
No comments:
Post a Comment