Wednesday, 17 July 2013

Tarqey talouq b kesa raha us se humara ayaz,

Sochtey b usey hien Aur baat b nahi kerni.

                       by ayaz james 17-07-2013
                                            at  10:46 pm
Us ne b kha rakhi hai qasaam k baat nahi kerni ayaz,

Aur hum b rooney dengey na usey mayiaat pey api.

                       by ayaz james 17-07-2013
                                             at 10:42 pm

Thursday, 11 July 2013

Koun dil mein us ka aana jana hai
Koun lagta wo mujh ko ik afsaana hai,

Wo mujh se piyaar b jataye jata hai
Nazrien kisi aur se b laraye jata hai,
            Yeih haqeeqat hai hai yah ik afsaana hai
            Koun dil mien uska aana jana hai.

Koun  mein usi ko sochta rehta hon
Jab k us ko nahi apnana hai,
            Yadoon ka koun ik gehwarah hai
            Koun dil mein uska aana jana hai.

Barrh jati hai chahat aur b yahan
Jab b us se dorr mein jata hon,
            Her bar wo mujh ko satata hai phir
            Koun dil mien uska aana jana hai.
                                          by ayaz james19-09-2011