Wah wah kerti rahi wo mery ishaar sun ker,
Mein bi ishaar perhta raha uski dadh sun ker.
Logg bi deykhye kisey bey hiss’ bey murawaat hein,
Dukhh ki dastaan pey bi wah wah kehty hein.
Kisi ko bi ihsaas na huwa mery dukhh ka pal bher,
Irshaad irshaad kehtey rahey mery ishaar sun ker.
Ik haathh jo berha meri taruf auto graph k liye,
Aankhein biyaan kergein uss ki dastaan mery ishaar sun ker!
By ayaz james
time : 7:55 pm
date: 21/02/2012

No comments:
Post a Comment