Nazaam
Yeih jo tune chehra phola rakha hai, Na jane tujhey kis baat ne rola rakha hai.
Na janey kis baat se ho nalaan tum, Miene tu her baat ko ayaan ker rakha hai.
Yeih jo thien tery chahrey ki shokhian, Na janey kiyoun isey guwan rakha hai.
Ho kisi baat ki kash ma kash mien tum, Na jane kia dill mien daba rakha hai.
Meri zindagi tu hai ik kholi kitaab, Isey tune hi parhna na guwaar rakha hai.
Dil se lagai hai yeih tu ne jo baat "ayaz", Ab bata bi do kis baat ne tujhy sata rakha hai...
written by ayaz james
